Hey guys aaj mai aapko batauga top 4 Apps jo Rooted Android Phone ke liye bahot badiya rahenge pichli bar maine aapko batya thaAndroind Smart Phone root kaise kare.
Aapna Phone Root karne ke bad kya kare ye sawal bahot se readersne mujhse pucha aaj mai aapko aise kuch Apps bataunga jo Rooted Phone ke liye bahot behtar rahenge. Pehle aap apna Phone Root karte ho lekin Root karne ke bad hume konse Apps install karne chahiye ye aapko shayad pata nahi hota isliye aap confuse ho gaye honge so aaj aapko sare sawalo ke jawab aapko mil jayenge.Root Kya Hota Hai?
Root ek aisi process hai jis se hum aapne phone ki system files ko unlock karke usme kuch bhi changes kar sakte hai. Phone root karne ke bad uska over all controll hume mill jata hai fir hum aapne phone ko full customize kar sakte hai. Android Smart Phone Root kaise karte hai iski jankari aap yaha pad sakte hai :-
Top Apps Jo Rooted Android Phone Me Jarur use Karne ChahiyeJaise ki hume pata hai Rooting ek aisa tarika hai jis se hum humare phone ke system files me changes kar ke phone mekuch bhi changes kar sakte hai jaise ki fast reboot App se hum Phone ko bahot tejise reboot kar sakte hai, File Explorer sephone ki sabhi files browes kar sakte hai, display size change kar sakte hai aur bhi bahot kuch kar sakte hai so bina time waste kiye aapne tutorial ko start karte hai.
#1 Link2Sd. Link2Sd ye Application bahot famous hai Android phone ke liye. Is app ke madat se aap installed Apps Sd card me move kar sakte hai. Means aapke Phone me agar internal memory yani device storage kam hai toh ye aap aapke liye bahot usefull hai es App ki madat se aap sare Apps Sd kard me move kar sakte hai.Is App me aur ek pluse point hai wo ye aap aapne phone ko fast reboot kar sakte ho. Link2sd ko aap playstore se downloadkar sakte ho. Link2sd aap ko install karne ke liye Phone root hona must hai.
#2 Dpi Changer. Kya aapke phone ki screen size choti hai toh aap ye app use kar sakte hai. Jaise ki hume pata hai hum computer pe screen resulation change kar skte hai thik waise hi hum is Aap ki madat se aapne phone ki screen size bada sakte hai jis se wo tabletki tarah dikhega. Dpi Changer App aap Playstore se download kar sakte hai.
#3 Wifi Kill. Apni Daily life me ye problem common hai “slow internet”. Agar aap wifi use karte hai toh Jahir si bat hai wahi wifi connection aapke friends, padosi aur bhi log use karte hoge jis se aapke internet ki speed jarur kam hoti hongi. Wifi Kill is aapki madat se aap aapne wifi ki speed bada sakte hai, aur baki log jo uski wifi se connected hai jo aap bhi use kar rahe hai unka connection kill bhi kar sakte hai. Dhyan me rakhiye is app ko use karne ke liye aap ka phone wifi se connected hona jaruri hai, aur rooted hona bhi jaruri hai. Is app ko aap Playstore se download kar sate hai.
#4 Greenify. Greenify ye app aapki phone ki battery back up badata hai. Ye Application aapkephone ki battery bachata hai aur phone ka battery backup bhi badata hai. Ye Application Rooted aur Unrooted dono bhiphones me chalta hai. is app ko aap playstore se download kar sakte hai.
.Umid karta hu aapko ye post pasand aa gayi hogi agar pasang aayi toh share karna na bhuliye. Is blog par bhi usefull information hai unko bhi jarur padiye have a nice day.
0 تعليقات