Android phone root karne se hum usko full customize kar sakte hai. Root kiye huaandroid phone me hum high level ke application chala sakte hai. Is post me aapko rooting ki detaile jankari di gayi hai. Phone root karne ke kai sare tarike hai par root karte samay agar humse kuch galti ho jaye toh phone crash bhi ho sakta hai matlab kharab bhi ho sakta hai. Phone root karne par aapko aapke mobile ka puracontroll mil jayega. Rooting process bahotrisky hai, Is liye aap apne own risk par kare. Agar aapka phone warranty me hai toh root karne se uski warranty company khatam kar deti hai. Jab aap koi unrooted phone use kar rahe hote hai tab aap sirf as a user uska istmal karte hai par root karne ke bad aapko pure oprating system ka controll mil jata hai. Rooted phone me aap aapne custom ROM install kar sakte hai.
Kingo root ek software hai jo thodese clickme aapka android mobile root karte hai. Kingo root se phone root karne ka ek fayda hai isme risk kam hai phone crash hone ke chances kam hai aapko bus aapna mobile is software se connect karna padta hai root button par click karte hi aapka phone root ho jayega. Phone fullyroot hone par unroot karne ka bhi option Kingo root provide karta hai.Root Karne Se Pehle Niche Diye Gaye Baton Ka Khayal Rakhe
*.Apne phone ko kam se kam 70% charge kare. Root karte samay phone band nahi hona chahiye.
*.Aapne phone me jo data hai like contacts, Songs, Images and Video clipsusko copy karke rakhiye.
*
.Root karne k lie sirf apk download kar k click kare auto Root ho jyega ..
1:Kingo root ye software aapne computer ya laptop me install kare.Downloadkarne ke liye download par clickkare.
0 تعليقات