Andriod Game pc par kese chalaye

Hi friends kya aapke pass android smart phone nahi hai aur aap android games computer par play karna chahte hai toh aaj ki is post me mai aapko wahi batane wala hu. Aaj mai aapko bataungaandroid games computer par kaise play kare. Android games computer par chalaneke liye aapko apne computer me android operating system install karne ki jarurat nahi aap just ye ek software ki madat se kar sakte hai, jise android emulator bolte hai. emulator ek aisa software hai jis par hum koi bhi android ki file run kar sakte hai jaise hum android phone par karte hai. Hum android phone par jab koi game play karte hai tab agar wo game ki size bahot badi hogi toh phone slow hone chalne lagta hai lekin yaha aisa nahi hoga, computer par kitne bhi bade space wala game play kar paoge aur wo hang bhi nahihoga. Waise toh bahot sareemulatorsavailable hai lekin aaj mai aapko ek aisa emulatore bataung jo bahot easy hai use karne ke liye. Just ye ek simple process hai aapko bus android emulator downloadkarna hoga aur use aapne computer me install karna padega, install karne ke bad aap jab use open karoge toh uska interface aapko bilkul android phone ki tarah dikhega. Android games computer par khelne me maza bhi bahot aata hai mai aapko kehana chahunga is trick ko tryjarur kariye.Recommended for you :-

*.Notification Menu Change Kare Color Status Bar App Use KarkeAndroid Games aur Apps Computer Par Kaise Play Kare Bluestacks Emulatore use KarkeBluestacks ek bahot hi badiya aur bahot popular android emulators hai. Bluestacksme aap koi bhi android game ya application ka maja large screen par le sakte hai. Ye emulator use karne ke liye bahot aasan hai. Koi bhi ise aasanise use kar payega. Bluestacks use karne ke liye free hai aap, bluestacks ki website par jakar ise free download kar sakte hai. So lets learn how to use bluestacks.Bluestock Ko use Kaise Kare

Step 1: Bluestackses software ko download kare is google  par jakar ”Download Bluestacks”

Step2:Bluestacks Download karne ke badapne computer me properly install karke open kare.

Step 3:Now aap ek hi step dur hai, aapko bluestacks me koi bhi application download karne ke liye one time set up karna padega, jo aap google ki email id se kar sakte hai. one time set up kariye uske bad aap koi bhi android application aur game download aur install  kar paoge.

Now enjoy andriod game on Pc :) comment plz

إرسال تعليق

0 تعليقات