Top battery saver app for Android

Hello Friends,

Aaj Kal to sabke pass android phone hai student se lekar business man tak sabhi jan android phone use kar rahe hai par kabhi kabhi aisa hota hai ki apke phone me battery kum hone ke karan apki pareshani bhi ho sakti hai. To is pareshanike liye Google play store me bahot sare battery saver apps available hai par usme se kuch top 4 apps ke bare me mai apko batana chahunga jo accha performance dete hai aur apke phone ki batter save karne me help karte hai.

Top 4 Battery Saver Apps for Android Mobile

Battery Doctor (B 1 attery Saver)Battery doctor ek android mobile ki batter save rakhne ka best free apps hai aur isme battery ki advance setting kar sakte hai android mobile ki 30% – 50% battery bachata hai. Ye apps apko 28 bhashayo me uplabd milenga. Bahot sare log is appko apne mobile ki battery life badane ke liye use karte hai. Aur ye apps apke mobile ke jo unwanted function aur apps hai wuse close karke apke mobile ki battery ko bachata haGoogle play store se app is apps ko download kar sakte hai.

2.DU Battery Saver&Phone ChargerDU Battery Saver ye app google play store per bilkul free me available hai ye app duniya bhar me 400 million user instmaal karte hai. Iss apps se app apni mobile ki 50% tak ki battery save kar sakte hai. Ye app apke mobile ke battery jyada lene wale problem ko dhoond kar use fix kar deta hai ya rokta hai unwanted apps ya settings ko band karke mobile ki battery bachane me help karta hai.DU Battery ko apne mobile ke play store se download kariye.

3.Avast Battery SaverAvast Battery saver ye app Google Play store par free available hai ye apps apke background activity ko pahchan kar stop karta hai aur 30% tak battery bachane me help karta hai. aur mobile ki gati ko badatahai ye apps android ke kisi bhi version me use kar sakte hai.  Ye use karne me bilkul asaan hai ek click par apke mobile setting ko repair karta hai aur apke mobile ki battery bachata hai.Google play store se app is apps ko download kar sakte hai

.4.PowerPRO – Battery SaverYe app Google Play Store me bilkul free available hai. Ye apps bhi battery bachaneme bahot hi helpful hai Baki sabhi apps kejaise ye bhi work karta hai aur apne mobileki battery kam se kam kharch ho ye savdhani bartata hai is apps me app konse apps pe kitni battery kharch hoi hai ye bhi chek kar sakte hai aur ye apps battery kum rahne par apke mobile ki backlight ko automatically adjust karta hai.Ummid hai ye post apko pasand ayi hongi aur in sbhi appko app Google play store se download kar sakte hai aur apne mobile ki battery life bada sakte hai.

Post a Comment

0 Comments